Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha


As salamu allaiqum


Shamas-: شمس itwar say mansoub hai misbat addad is ka 1 aur manfi addad 4 hai

Qamar-:قمر peer say mansuob hai misbat addad is ka 2 hai aur manfi addad 7 hai

Mirieekh-:مر یخ mangal say mansuob hai misbat addad is ka 9 hai aur manfi addad 5 hai

Aatarat-: عطارد buuod say mansuob hai misbat addad is ka 5 hai aur manfi addad 9 hai

Mishtari-:مشتری jumirat say mansuob hai misbat addad is ka 3 hai aur manfi addad 6 hai

Zeehra-: زہرہ jumma say mansuob hai misbat addad is ka 6 hai aur manfi addad 3 hai

zohal-:زحل haffta say mansuob hai misbat addad is ka 8 hai aur manfi addad 1 hai




Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com






18 comments:

muje is ka bara hi shoq tha ub my isko samjna chati hu meri madad kie jahy thanks

Asalam Walaykum Amel Sahab,
main apka student hoon, apkay blogs parhta rehta hon, Allah ko khosh rakhain jo ap logon ko knowledge daitay hain. Amel sahab kuch question hain please guide kardain.

1. ilm e Adad main chand ki dates dekhi jati hain ya English dates? For example jaisay apnay kaha 1,10,19,28 kay din Mubarak hain kisi bhi mahinay kay.

2. Naam say aadaad nikalain jayen ya date of birthday say ? jaisy meri date of Birth 14 Feb hay or Aadaad kay hisab say Asif Hassan ka number 1 howa or date kay hisab say 5, to main konsa number follow karonga Janab?

3. Ap ilm e Ramal ko kab sikha rahay hain us ka baichani say intezar hay.

4. Ham ghar walay 1 room main 4 afraad aik sath sotay hain, flat 2 kamron ka hay. Amel hamzad ki recording main sun sakta hon ? please koi asan naseehat kijiye.


Apko ham hamesha duaon main yaad rakhtay hain, apkay jawab ka muntazir, apka shagird.

Asif Hassan

ASALAM ALAIKUM

jis ke naam ka adad 8 banta ho aur wo insan nahusat aur rukawaton ka shikar rehta ho. us k liye quraan paak k ayaat se koi hal he?

rehnumaai farmayen

kis ka ghar ka adad 8 banta ho aur har waqt parshani ho kabhi kuch kabhi kuch aur karabar ma bhi nuksan ho, kiya us k liye quran paak k auyaat se koi hal hain? please send reply

thank you

Muhtram Brother
Aaj aap ki nambroligy parhi hei ilam mein kafi izafa hua hei agar in say ham nein do teams ka match nikalna ho to keisay niklanain gay k kon c team match jeet saki hei

Brother aap na bohat achai post likha ha ma ilm ul adad ka bara ma intetested hu kia aap bata sakta hai ka ma kesa apna bara may caculate kar sakta hu thank u

Aoa Kya aap Saqib ALi k naam ka adad bata sakty hain? kya date of birth ko plus ker k bhi adad nikala jaa sakta hai?

AS SALUMU ALIKUM,
ADAD KE BASIS PER YE KAISAY PATA CHALTA HAI KAY YE DIN ,YE COLOR YA YE PATAR HAMARAY LIYE BEHTR HAI .
ES ILM KO KAISAY SEKHA JA SAKTA HAI.

Amel sahab Assalam o Alaekum

agar apnay naam k aadad ko kisi number say taqseem karnay k baad 0 baqi bachay to phir kia kia jaye? kionk agar koi number nahee hoga to mein aayat k huroof mein say koi hurf nahee utha sakta takay amal aagay barhay? Amal hay amal baraye sharf e qamar.

Shukriya

Respect Sir,
I am in problem of loan given to Niaz khan
please guide me
My name is Iftikhar Ul Hassan
my adad is 9
Burj is Sor

Niaz Khan s/o Mir Zaman
DoB 6.jan 1966
adad is 8

ASSALAMUALAIKUM
SIR MERE NAME KA ADAD 7 HA AP MERE NAM K ADAD K CHARECTTRISTIC BATA DE
AP NE POST ME 6 ADAD TK K CHRECTIRSTC BATAYE HN

nam ka adad nikalne ke baad kya karna chahiye?yani adad ko keise istamal karna chahiye?

adat kya he kya matlab ka plz btaye

adat ka kya matlab he

adat ka kya matlab he plz btaye

adad 8 ki mansubat janna hai

asslam-o-alikum,
kiya mujy faiza naam k adad bata sakty hain detail main.?please.

Popular Posts

Copyrighted.com Registered & Protected 
CFMO-FBDX-LTTE-LRD7

Amel Soname Blogs List




Powered by Blogger.

Featured Posts